Search This Blog

Thursday 22 September 2011

Nuskha bray taqat for kabootar

(1)
       1 Badam ko pani main bagho dain.kuch dair baad nikal kar is ka chilka utar dain.
(2)
       1 (munaaka) kay beaj nikal dain.
(3)
       1 sufaid(mirch).
(4)
       1 badi ilaichi(donda ilaichi) Kay beaj nikal lain.
(Tarkeeb-e-Istmal)
       In sab ko mila kar peace dain.aur channay kay size jitni goli bnakar.sham kay dany kay baad dain.
(Faida)_
       kabootar ki taqat main izafa hoga .
                aurdny kay baad (beak)Chonch nahin kholay ga
                          aur kitni hi garmi ho aurdnay kay baad apny PAAR nahin latkay ga
          THANKS,,,,,,,....
    agar koi paryshani ho comment dain....